Sad poetries :
We are providing here “ sad poetries” very diligently.
Deep words, meaningful words which are good in sadness
And in sorrow mode.Love,sad,2 line ,images all type of poetries
Providing our blog.
Sad poetries |
Apny andar ko kha gia hon main
Khod main rahna mazaq thori hay
****
Apny say
say chonk jaty hain
Omr guzri hay as qadar tanha faraz
***
Ibadtain aor taqados apni jagah
Lykin youn kisi ka dil dukha k jannat
nahin milti
****
Koch dair aankh rang choolay
Tatli pa agar nazar hi thahry
Wo shahir main hay ,yahi bahut hay
Kis nay kaha ,myry ghar hi thahry
Chand os k nagar main kia roka hay
Tary bhi tamam other hi thahry
Hum khod hi thy sokhta moqaddar
Han aap sitara gar hi thahry
Myry lia montazir ho wo gho
Chahy sary rahguzar hi thahry
Paziab say pyar tha ,so myry
Paon main sada bhanwar hi thahry
*****
Jaga saky na tyry lub ,lakeer aysi
thi
Hamary bakht ki rykha bhi mir aysi
thi
Yah hath chomy gay ,phir bhi by golab
rahy
Jo rot bhi aai ,Khizan k safeer aysi
thi
Wo myry paon ko chony jhoka tha jis
lamhy
Jo mangta osay dyti,ameer aysi thi
Shahadtin myry haq main tamam jati
thin
Magar khamosh thy mosanif ,nazeer
aysi thi
Kotr k jal bhi syyaad ki raza k
baghair
Tamam omr na orti .aseer aisi thi
Phir os k baad na dykhy wisal k mosam
Jodaion ki ghari chashm geer aysi thi
Bus aik nigah mojhy dykhta chala jata
Os aadmi ki mohabbat faqeer aysi thi
Rida k sath lotyry ko zady rah bhi
dia
Tyri farakh dili myry deer aysi thi
Na sr ko phor k tw mr ska tw kia
shikwah
Wafa shaar kahan main bhi heer aysi
thi
Kabhi na chahny wlaon ka khon baha
manga
Nigary shahir sokhan by zameer aysi
thi
*****
Sad poetries:
Sad poetries selected from Parveen Shakir
book
Khoshbo,she wrote words like pearls, very
deep and
Meaningful. Not in us we pray for her.
Myry choty say ghar ko yah kis ki
nazar ,ay khoda lag gai
Kysi kysi doaon k hoty hoy bad doa
lag gai
Ayk bazo bareedah shikasta badan kom
k bab main
Zindagi ka yaqeen kis ko tha bus ya
kahia dawa lag gai
Jhot k shahir main ayna kia laga
,sang othay hoy
Ayna saz ki khoj main jysy khalqy
khoda lag gai
Janglon k safar main to asyb say bach
gai
Shahir walon main aaty hi peachy ya
kysy bala lag gai
Neem tareek tanhai main sorkh pholon
ka ban khol otha
Hijar k zard deewar par tiri tasweer
kia lag gai
Wo jo pahly gay thay , hamain on ki
forqat hi Koch kam na thi
Jan kia tojh ko bhi shahry na
mohirban ki hawa lag gai
Do qaddam chal k hi chaon ki aarzo
sar othany lagi
Myry dil ko bhi shayad try hoslon ki
ada lag gai
Maiz say jany walon ki tasweer kab
hat saki thi magar
Dard bi jub thama tha ,aankh bhi jub
zara lag gai.
****
Shoqy raqs say jub jub tak onglian nahin khooltin
Paon say hawaon
k ,byrian nahin kholti
Pyr ko
doa dy k kut gai baharon say
Phol atny barh aay khirkian nahin
khoolteen
Phol ban k syron main aor kon shamil
tha
Shokhi saba say to balian nahin kholti
Hossan k samjhny ko omr chahia ,janan
Do ghari ki chahat main larkian nahin
kholti
Koi mojah sherin chom kar jagay gi
Sorjon k nizon say sypian nahin
kholti
Man say kia kahin gi dokh hijar ta ,k
khod par bhi
Itni choti omaron bachian nahin
kholti
Shakh shakh sargardan ,kis ki jostajo
main hain
Kon say safar main hain,titlian nahin
kholti
Aadhi rat ki chap main kis chap
obharti hay
Chat pa kon atta hay seerihian nahin
kholti
Panion k charhny tak hal kah sakin
aor phir
Kia qayamat gozrin ,bastian nahin kholti
Sad poetries : |
0 Comments