Urdu poetry ,Allama Iqbal Rahmatullah :
Allama Iqbal Urdu poetry and poetry in other languages is very
inspiring from him and his all of books which are in other languages, also have been translated into English and in other languages. writing below a few lines that are very deep and meaningful.
***
Gongee ho gai aaj kuch zoban kahty kahty
Hich kacha gia
khod ko mosalman kahty kahty
Ya bat nahin k
mojh ko us pa yaqeen nahin
Bus dar gia khod
ko sahiby eiman kahty kahty
Tofeeq na hoi
mujh ko aik waqt ki namaz ki
Aor chop howa
moazan azan kahty kahty
Kisi kafir nay
jo pocha hay konsa mahina
Sharm say pani
hath say gir gia Ramzan kahty kahty
Myree almari
main gard say ati kitab ka jo pocha
Main gar gia
zameen main quran kahty kahty
Ya son kar chup
sadh li Iqbal us nay
Youn laga wo rok
gia mujhy hywan kahty kahty
tom haya o shariat k taqazon ki bt karty ho
hum nay nangy jismon ko malbosy haya dykha hay
dykhy hain hum nay ahram main lapty kai iblees
hum nay kai bar may khany main khoda dykha hay
0 Comments